Thursday 25 December 2014

Wahabiyo Najdiyo ke Eitraazat ki koi ahmiyat Nahi

▪ Tawazzo Farmaye !

Meelad un Nabi Swallallahu alaiy wa Wasallam par Wahabiyo Najdio ke Aitraaz ki koi ahmiyad nhi inke eitraaz ka koi Jawab Na de.|

▪ jis trah Qadyani , Rafzi ko Ahle Sunnat wa jamat kafeer our gumrah manthe he isy trah khwareeez ,najdi , wahabi, devrandi, ger muqallid ko bi ham kafeer o gumrah badmazhab manthe he to 

▪ koi Hindu hame ye aakar kahe tumhare pegambar ke zhaheeri jamany me masjid me azan loud speaker se nhi hoti thi to ye Hadees ki Roshny me Bid'at he lihaza ye band kro
▪ to ham ussy yahi kahenge Islam hamara , Nabi hamary , Masjid hamary , hamare aulama , mashaikh, mufti aalim miuzud he tujhe kisny haq dia k tu ham par eitraaz karraha he

▪ Bid'at ki tareef (definition) maloom nahi our Bid'at kahny nikla, isliye kafeer se ilmi behas o mubahasa karna foozul he our isi trah in

▪ wahabi bad mazhab bad aqeedah fb whtsap, par eitraaz karrte he ye jhal bhun kar kale dev ke bandi kahte he tumhare Islam me eid 2 he ye 3sri Eid kisi din ko kahna Bid'at he ye he wo he

▪ awwal to ye he ham musalman he hamary pegambar e Islam he ham unki paidaees ko eid kahte he unki paidaees ke din eihtraam karte aap swallallahu alaiy wasallam ki khususi k sath seerat o fadaeel byan karte he

▪ "Jab Hazrat Sayyadna  Umar Farooq E Azam radiAllahu anh ka Dour e khilafat aaya our Aap ny Sahaba e karam Ko Ba Jamat Namaz-E-Tarawih Padte dekha To isy Bohat pasand Kia hata ke Hazrat Umar Farooq E Azam radiAllahu anh Ne Ek Int'haee Rehnuma Asool hame Ata kia our Farmaya  Yani ye kitna acha Naya tareeqa he hai"
(Sahih al bukhari
Jild 2 safa 705
Hadees NO. 1904)

▪ Ab Qabile gour Baat ye he ke wo Amal Jise Rasool Allah swallallahu alaiy wasallam Ne Apni Zaheeri hayat e tayba me Na kia us ke bare me Sayyadna Umar RadiAllahu anh Farma Rahe he ke ye Kitni acha tareeqa he| Malooom hua ke acha Tareeqa Nikal Na Bura Nahi hota kyunke Sayyadna Farooq E Azam RadiAllahu anh Ne Pyare Huzoor Muhammad RasoolAllah Swallallahu alaiy  wasallam ki ye Pyari our Sahih wa Mustanad Hadees sun Rakhi thi

▪ "Jis Shaks Ne Islam me Koi Nek Tareeqa Jaari kiya to is ko is Nek kaam ka Swab Milega our Jin Logo Ne is Ache Tareeqe par Amal kiya in Logo ka Swab bhi us Nek Kam Jaari karny wale ko Milega our Amal karny Walo ke Swab Mebi Kami Nahi Hogi"
(Sahih al Muslim
Jild 2 safa 702
PUBLISHED ; DAR AHYA'A AL-TARAS AL-ARABI BERUT)

▪ hamary aulama , muftiyan e kiram mouzud he tumhe kisny ham par eiraaz our is din ko eid nhi kahna chahiye ka haq dia ,, jab tumse hamara koi rishta ilaqa nhi to fir q

▪ "Juma’a ka din sab dino ka sardar hai, ALLAH ke nazdik sabse bada hai aur wo ALLAH ke nazdik Eid ul Azha aur Eidul Fitr se bada hai. ALLAH ne isi me Hazrate ADAM alaiysalam ko paida kiya, Isi me Zameen par unhe utara Aur Isi me Unhe wafat di.
[Sunan Ibne Majah, Jild 2, Page No. 8, Hadith No.1084]

▪Is Hadees me Teen khaslate Hazrate Aadam alaihissalam ke liye bayan ki gai, jisme aap ki wafat ka bhi zikr hai, to pata chala ki ek nabi ki paidaesh, unka zameen par utarna, aur unki wafat ke din ke bawajud bhi Mo’amino ke liye ALLAH ne use Eid bana diya. Ki woh din Eidul Azha aur Eid ul fitr se bhi afzal kar diya.

▪Tou hamare Sarkar e do Jahan jo ki tamam ambiya ke sardar hai, unki tashrif aavari par hum us din ko kyun Eid na kahe, balke hum tou use Eido ki Eid kahenge, ki unki tashrif aavri ki wajah se hi tou hume baki Eid mili aur har hafte me ek eid karke pure saal me 52 Eido (juma) ka tohfa mila woh isi rahmatalil aalamin ki tashrif aavari se mila hai. tou hum kyun us din khushi na kare?

Ham Sarkaar ka Milad Manate he Manate Rahenge inshAllah azhwazal ameen Summa ameeen.


2 comments:

  1. Koi jawab hi nahi hai tumhare paas isliye mic speaker leke aate ho...Islam mic ke bina bhi islam hai aur agar wiladat ka din 12 hai toh maslake ala hazrat mei 8 ka zikr kyu hai...

    ReplyDelete
    Replies
    1. This comment has been removed by the author.

      Delete